hume kisi ki parwah nahi



Wo samjhte hai hume unki parwah nahi….
Kyo kare hum parwah unki jinko humari parwah nahi….
Mukaddar me ishq humare likhi nahi jab….
Toh kuchh bhi kahe jamana hume kisi ki parwah nahi….

Waise bhi en dino wo matlabi ho chuke hai…
Fir bhi unse rista rakhne me koi gunah nahi…
Yun toh har koi matlabi dikhta hai es janha me…
Esliye hume apni tammanao ki parwah nahiii….