Koi Apnane Ko Razi Nahi

Humsafar to bhaut mile,

Par koi puri jindgi sath nibhane ko razi nahi,

Hume to bas ek ko apnana chaha…

Par wo bhi hume apnane ko razii nahi…



Jindgi ek adhura sapna hai,

Dukh me har koi sath dene ko razii nahii,

Sukha to ek payara sa sapna h jindgi ka,

Jisme duniya hume satati nahi...



Payar to ek khel ban kar rah gaya h,

Jisme koi kisi se pichhe nahi,

Sacha payar milna to muskil ho chukka hai,

Kyoki aaj ka dur ese apnane ko razii nahii..



Main bhi kabhi payar ka path padhata tha,

Par ab jindgi me kisi ki jarurat nahi,

Jindgi to akelepan ki pahchan hai,

Jise samjhane ko koi razii nahi….



Aaaj duniya ki kaun sochta h,

Har koi apne aap se santusht nahii,

Bhgwan kismet se jayada kisi ko nahi deta,

Par ese koi manne ko razii nahi..



Jindgi to ek padaw ka sansar ka,

Fir na jane kyo log ek dusre ko tadpate h,

Maut to antim lakshya h jindgi ka,

Par koi ese manne ko razii nahii..



Mai chala tha khud ko sudharne,

Par duniya ko ye manjur nahi,

Maine socha duniya ki parwah kaun karta hai,

Par kismet es bat per mujhse razii nahi…

No comments:

Post a Comment